Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAaya Aaya Re
HomeAaya Aaya Re
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aur kaun aayega aur kaun aayega pukaar looo bahaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega pukaar looo pukaar looo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega aayega aayega aayega ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha barson ki hai chuban bheega sa hai badan mera baahon mein hai agan mera sab hai sajan tera ho barson ki hai chuban bheega sa hai badan mera baahon mein hai agan mera sab hai sajan tera pukaar lo pukaar lo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko aur kaun aur kaun aayega aayega aayega aayega aayega aise mein akeli waise hon paheli aa jaa sachchi mein saheli saathi hoon albeli aa jaa hoo aise mein akeli waise hon paheli aa jaa sachchi mein saheli saathi hoon albeli aa jaa pukaar lo pukaar lo bahaar ko bahaar ko yaar ko yaar ko pyaar ko apnon ka saaya hoon sapnon ki chhaya hoon dilbar yaadon mein aana hai waada nibhana hai milkar hoo apnon ka saaya hoon sapnon ki chhaya hoon dilbar yaadon mein aana hai
aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar raat baaki hai abhi raat mein ras baaki hai paa ke tujhko tujhe paane ki hawas baaki hai aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar jism ka rang fazaa mein jo bikhar jaayega meharbaan husn tera aur nikhar jaayega laakh zaalim hai zamaana magar itna bhi nahin tu jo baahon mein rahe waqt thehar jaayega aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar zindagi ab inhi kadmon pe loota doon to sahi zindagi ab inhi kadmon pe loota doon to sahi aye haseen butt main khuda tujhko bana doon to sahi aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar aur kuchh der naa jaa aur kuchh der thehar
tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kyaa ae hey hey aah haa haa ae hey hey aah haa haa tum aaye ho to dekh lo nayaa nayaa sa lage ye jahaan haan haan haan haan oh ho haseen haseen hai ye zameen dhula dhula sa hai ye aasmaan tum ho to hai ye samaa aur kya aur kya aur kya aur kya dhadak raha hai dil mera jhuki jhuki hain palkein yahan haan haan haan haan oh ho jo dil mein ho wo keh bhi do ruki ruki si hai ye dastaan jazbaat maange zabaan aur kya aur kya aur kya aur kya tum aaye to hawaaon mein ik nasha hai tum aaye to fizaaon mein rang sa hai ye rang saare hain bas tumhaare aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aur kya aa ha ha aa ha ha aa ha ha
Aur Kya Ahde Wafa
aaaaaa aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain log milte hain log milte hain juda hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain kab bichhad jaaye humsafar hi to hain kab bichhad jaaye humsafar hi to hain kab badal jaaye ek nazar hi to hai jaano dil jispe jaano dil jispe fida hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain baat nikli thi is zamaane ki baat nikli thi is zamaane ki jisko aadat hai bhool jaane ki aap kyun humse aap kyun humse khafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain jab rula lete hain jee bhar ke humein jab rula lete hain jee bhar ke humein jab sata lete hain jee bhar ke humein tab kahin khush wo tab kahin khush wo zara hote hain aur kya ehed e wafa hote hain log milte hain juda hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain
tu hi toh mere paas hai phir yeh kaisi pyaas hai ye kaisa ehsaas hai koi bata de mujhe aaj main hoon aur tum ho aur mohabbat hai hmmm hmm aur mohabbat hai aur mohabbat hai hmm main bhi ghum hoon tum bhi ghum ho haan yeh chaahat hai hmmm hmmm haan yeh chahat hai aur mohabbat hai yeh kaise mumkin hai tumko kisi ne ab tak pyaar na kiya ho yeh kaise mumkin hai tumko kisi ne ab tak pyaar na kiya main kaise yeh maanun tumko kisi ne ab tak dil na diya kaisi hai yeh uljhanen dil yeh laga sochne tej hai kyun dhadkanen koi bata de mujhe aaj main hoon aur tum ho aur mohabbat hai hmm hmm hmm aur mohabbat hai aur mohabbat hai jo tumse kehna tha maine kaha na lab par baat hai ruki ho jo tumse kehna tha maine kaha na lab par baat hai ruki lagta hai yeh aksar mere liye hi shaayad tu hai bani kaisa aitbaar hai kaisa intezaar hai kyun tumse itna pyaar hai koi bata de mujhe aaj main hoon aur tum ho aur mohabbat hai hmm hmmm aur mohabbat hai aur mohabbat hai main bhi ghum hoon tum bhi
aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin dil mein jagah nahin baaki rok nazar apni saaki aur nahin bas aur nahin ghum ke pyaale aur nahin aur nahin bas aur nahin sapne nahin yahaan tere apne nahin yahaan tere sapne nahin yahaan tere apne nahin yahaan tere sachaai ka mol nahin chup ho ja kuchh bol nahin pyaar preet chillaayega to apna gala ganvaayega patthar rakh le seene par kasmen kha le jeene par kasmen kha le jeene par gaur nahin hai aur nahin parwaano par gaur nahin aansu aansu dhalte hain angaaron par chalte hain to aur nahin bas aur nahin aaaa aaaa aaa aaa kitna padhu zamaane ko kitna gadhoon zamaane ko kitna padhu zamaane ko kitna gadhoon zamaane ko kaun gunon ko ginta hai kaun dukhon ko chunta hai hamdardi kaafoor huyi neki chaknaa choor huyi ji karta bas kho jaaoon kafan odhkar so jaaoon kafan odhkar so jaaun daur nahin ye aur nahin insaanon ka daur nahin farz yahaan par farzi hai asli to khud garzi
aurat ne janam diya mardon ko mardon ne use baazaar diya jab jee chaha masla kuchla jab jee chaha dhuttkaar diya aurat ne janam diya mardon ko tulti hai kahin deenaron mein bikti hai kahin baazaron mein nangi nachwayi jaati hai aiyaashon ke darbaaron mein ye wo beizzat cheez hai jo batt jaati hai izzatdaaron mein aurat ne janam diya mardon ko mardon ke liye har zulm rawaan aurat ke liye rona bhi khata mardon ke liye laakhon sejen aurat ke liye bas ek chita mardon ke liye har aish ka haq aurat ke liye jeena bhi sazaa aurat ne janam diya mardon ko jinn honton ne inko pyaar kiya unn honton ka vyopaar kiya jiss khokh mein inka jism dhala uss khokh ka karobaar kiya jiss tann se uge kopal ban kar uss tan ko zaleel o khaar kiya aurat ne janam diya mardon ko mardon ne banaayi jo rasmein unko haq ka farmaan kaha aurat ke zinda jalne ko qurbaani aur balidaan kaha ismat ke badle roti di aur usko bhi ehsaan kaha aurat ne janam diya mardon ko sansaar ki har ek besharmi gurbat
ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui kyun urdu faarsi bolte ho ho ho kyun urdu faarsi bolte ho dus kehte ho do tolatey ho jhootho ke shahenshah bolo na kabhi jhaanko meri aankhein kabhi jhaanko meri aankhein sunaayein ik daastaan jo honthon se kholo na ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ho ho hairate aashiqui do chaar mahin se lamhon mein do chaar mahin se lamhon mein umron ke hisaab bhi hote hain jinhein dekha nahin kal tak jinhein dekha nahin kal tak kahin ye bhi ab kokh mein wo chehre bote hain ay ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui jagaa mat pairon se zameen zameen lagaa mat ay hairate aashiqui ay hairate aashiqui ho o o hairate aashiqui chashme chashme num chashme chashme num hamesha ishq mein hi
aali ri roko naa koi karne do mujhko manmaani aaj mere ghar aaye wo preetam jin ke liye sab nagri chhaani aaj koi bandhan naa bhaaye aaj hai khul khelan ki thaani aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken moond moond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi palkon mein kundal daalo aur deh sugandh basaao jo dekhe mohit ho jaaye aisa roop sajaao aaj sakhiiiiiiii dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa sa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaj sakhi pee daalungi main darshan jal ki boond boond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi madhur milan ki durlabh bela yun hi beet naa jaaye aisi rain jo vyarth ganwaaye jeevan bhar pachhtaaye sej sajaaooooo dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa pa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa sej sajaao meri saajan ki le aao kaliyaan goondh goondh aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aye ri main to prem deewani mero dard naa jaane koi aye ri main to prem deewani mero dard naa jaane koi aye ri main to prem deewani jo main aisa jaantiiii preet kiye dukh hoye nagar dhandhora peetti preet naa kijo koi aye ri main to prem deewani mero dard naa jaane koi aa aa aa aaaa aa aa aa aaaa mero dard naa jaane koi mero dard naa jaane koi mero dard naa jaane koi aa aa aa aaaa aa aa aa aa aaaa aaaa aa aa aa aa aaaa aa aaaa aaaa aaaaa
aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai jawaab ik nahin humaraa kahin badi khub jodi humaari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai kya dekhta hoon main kab dekhta hoon kya dekhta hoon main kab dekhta hoon teri nazar se main sab dekhta hoon teri kasam ye haath hai mere maagar inn mein taaqat tumhaari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai dil mein lagaayi hai tasveer teri dil mein lagaayi hai tasveer teri tera naseeba hai taqdeer meri tum donon ne jo kuchh kahaa maine suna magar ab suno meri baari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai hum se jo uljhe wo hoga deewana hum se jo uljhe wo hoga deewana aawaaz tu de main baandhun nishaana udte huye panchhi ke parr hum kaat len ke main jaal hoon tu shikaari hai aye yaar sun yaari teri mujhe zindagi se bhi pyaari hai hum hain jawaani ke din raat jaise hum hain jawaani ke din raat jaise
aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari teri yaari pe teri yaari pe jaan luta denge luta denge luta denge tere saath hai marna jeena jahaan tera girega paseena tere saath hai marna jeena jahaan tera girega paseena hum paseene pe hum paseene pe khoon baha denge baha denge baha denge aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari yoon raah mein chalte chalte koi yaar nahin ban jaata yoon raah mein chalte chalte koi yaar nahin ban jaata lagta hai ke tera mera lagta hai ke tera mera koi pichhle janam ka hai naata wo yaar hai jo dukh baante teri raahon se chunke kaante wo yaar hai jo dukh baante teri raahon se chunke kaante tere kadmon pe tere kadmon pe phool bichha denge bichha denge bichha denge aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari hum saath hon jis mehfil mein hum par dil haare duniya hum saath hon jis mehfil mein hum par dil haare duniya teri meri yaari ko teri meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aur Kaun Aayega Pukaar Lo Aur Kaun (1979) 05:24 38684
 
Poster of Aur Kaun (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:24   Song Number : 38684   

Aur Kuchh Der Thahar Aakhri Khat (1966) 03:13 12562
 
Poster of Aakhri Khat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:13   Song Number : 12562   

Aur Kya Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:58 16850
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:58   Song Number : 16850   

Aur Kya Ehed E Wafa (Male) Sunny (1984) 04:51 13238
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
Duration : 04:51   Song Number : 13238   

Aur Kya Ehed E Wafa (Female) Sunny (1984) 04:29 11278
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:29   Song Number : 11278   

Aur Mohabbat Hai Main Prem Ki Diwani Hoon (2003) 05:48 39279
 
Poster of Main Prem Ki Diwani Hoon (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 05:48   Song Number : 39279   

Aur Nahin Bas Aur Nahin Roti Kapada Aur Makaan (1974) 06:51 20158
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Duration : 06:51   Song Number : 20158   

Aurat Ne Janam Diya Sadhna (1958) 06:20 14104
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:20   Song Number : 14104   

Ay Hairate Guru (2007) 06:03 16922
 
Poster of Guru (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 06:03   Song Number : 16922   

Aye Ri Jaane Naa Doongi Chitralekha (1964) 04:25 13001
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Kamod
Duration : 04:25   Song Number : 13001   

Aye Ri Main To Prem Deewani Anuradha Paudwal 04:20 18142
 
Poster of Anuradha Paudwal
 
Category
Devotional
Duration : 04:20   Song Number : 18142   

Aye Yaar Sun Yaari Teri Suhaag (1979) 06:48 20115
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:48   Song Number : 20115   

Aye Yaar Teri Yaari Waqt Ki Deewar (1981) 06:53 38986
 
Poster of Waqt Ki Deewar (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jeetendra
Duration : 06:53   Song Number : 38986